Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hai Milkar Lyrics

Song: Shikayat
Singer: Archana Gore
Music: Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: A M Turaz

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hai Milkar Lyrics

Kisi Ki Yaad Mein Shaamein Guzaarne Ke Liye
Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye
Ke Ghaat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai
Yeh Ishq Dil Mein Meri Jaan Utaarne Ke Liye

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai

Toh Phir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai
Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hai Dil Toh
Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai

Nazar Bharke Woh Dekhte Bhi Nahi Hai
Humare Liye Sochte Bhi Nahi Hai
Nahi Hai Nahi Sochte Bhi Nahi Hai

Guzarte Hain Hum Roz Pehlu Se Unke
Magar Woh Humein Rokte Bhi Nahi Hai
Haan Rokte Bhi Nahi Hai, Haan Haan Rokte Bhi Nahi Hai

Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hai Humse
Humein Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai

Shehar Chahe Jeewan Ka Veeran Kardo
Magar Dekh Kar Humko Hairaan Kardo
Bharam Aaj Bhi Hai Wafaon Ka Humko
Ijaazat Hai Jaana Khataon Ki Tumko

Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hai
Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hai
Nahi Hai Nahi Haan Juda Hum Nahi Hai

Woh Ilzaam Jitne Bhi Chahe Laga Le
Wafadaar Hain Bewafa Hum Nahi Hai
Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hai

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hai Milkar
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai

Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai
Haan Ji Haan Ji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai
Haan Haan Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai
Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai
Shikayat Mohabbat Haan Raahat Bahut Hai
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai Suna Haan Haan Humne Suna Hai
Suna Suna Suna Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hai Milkar Translation

To spend the evenings in someone else’s memories,
To kill his inner-self, one must be courageous.
One must die every day,
To keep love alive in one’s heart.

I’ve heard he has a lot of complaints.
He has a lot of complaints, according to what I’ve heard.

That would imply that he loves me.
I’ve heard he breaks people’s hearts.
I, too, am used to to being broken.
I’ve heard he has a lot of gripes.

He never looks me in the eyes.
He never considers me.
Not at all, he considers me.

I pass by his threshold all the time,
but he never stops me.
No, he does not stop me.

I’ve heard he despises me.
His hatred brings me a lot of peace.

I’ve heard that he’s been complaining about me.
I’ve heard he’s been whining about me.

You could to ruin my life.
However, please astonish me by casting a glance at me.
I’m still hoping for loyalty.
You are permitted to make mistakes, dear.

I’m not bothered by his mistakes.
I am not separate from him in any way.
No, we are not separate at all.

He can point the finger at me all he wants,
but I am a loyal person, not an unfaithful one.
No, I’m not an unfaithful one.

He’s said to forget people he meets.
I have a lot of his memories.
I’ve heard he has plenty of complaints.

I’ve heard he has a lot of gripes.
Yes, I’ve heard there’s a lot of love there.
Yes, His hatred gives me a lot of comfort.
I am used to to being broken.
There are many complaints, loves, and comforts.
I have a lot of his memories.
I’ve heard of it, yes, I’ve heard of it.
I’ve heard.
I’ve heard he has a lot of gripes.

You may also like...