Aasman Se Khoobsurat Ye Zameen Hogi Lyrics | Muskurahat Ya Nami Hogi Lyrics

Song: Kitni Haseen Hogi
Singer: Mithoon & Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyrics: Sayeed Quadri
Label: T-Series

Aasman Se Khoobsurat Ye Zameen Hogi Lyrics

Muskurahat Ya Nami Hogi
Jitne Gham Jitni Khushi Hogi
Baant Lenge Milke Dono
Kya Kami Hogi

Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Kitni Haseen Hogi

Dil Ne Paayi Raahatein
Kam Hue Kuchh Gham
Jabse Meri Zindagi Mein
Aa Gaye Ho Tum

Meri Sooni Raat Mein
Khaali Banjar Aankh Mein
Khwaab Laye Tum

In Labon Pe Phir Hansi Hogi
Ho Har Taraf Bas Roshni Hogi
Aasmaan Se Khoobsurat
Yeh Zameen Hogi

Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Hmm Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Kitni Haseen Hogi

Tune Di Yeh Chaahatein
Yeh Hai Tera Karam
Yoon Bhi Tanha Reh Ke
Thak Chuke Hai Hum

Ab Na Yeh Ehsaas Hai
Behke Se Jazbaat Hai
Muskuruye Hum

Mujhko Yeh Vaada Sanam Dogi
Hmm Sath Mera Har Kadam Dogi
Mere Har Lamhaat Mein Haan
Tum Kahin Hogi

Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Hmm Sang Tere Zindagi
Kitni Haseen Hogi
Kitni Haseen Hogi

You may also like...