Jo Dil Ke Paas Rehte Hain Lyrics

Jo Dil Ke Paas Rehte Hain Lyrics

JO DIL KE PASS REHTE HAIN – LYRICS

Ye Munkin To Nahi,
Jo Dil Ne Chaha Tha Wo Mill Jaaye,
Koi Ummid Toote To Kya Kare..

Ye Munkin To Nahi,
Jo Dil Ne Chaha Tha Wo Mill Jaaye,
Koi Ummid Toote To Kya Kare..

Jo Dekhe Khwab Aakhon Ne,
Haqiqat Wo Na Bann Paaye,
Jo Kismat Saath Na De To Kya Kare..

Ye Dil Jo Ro Raha Hai To,
Kahi Se Sabar Mill Jaaye,
Huye Jo Badghuma Hum To Kya Kare…

Ye Munkin To Nahi,
Jo Dil Ne Chaha Tha Wo Mill Jaaye,
Koi Ummid Toote To Kya Kare..

Jo Dil Ke Pass Rahte Hai,
Wo Dil Kyun Todd Jaate Hai,
Wafa Ke Badle Kyun Wo,
Bewafai Chhor Jaate Hai..

Kabhi Jo Humsafar Thhe,
Abb Anjaan Lagte Hai,
Mohabaaton Ke Wo Rishtey Bhi To,
Bejaan Lagte Hai

Khusi Ke Darr Pe Dastak De Rahe Hai,
Hum Musal-sal Kyun,
Kahin Na Chain Paaye To Kya Kare..

Kisi Se Humnavai Ka Sila,
Humko Na Mill Paaye To,
Huye Jo Badghuma Hum To Kya Kare..

Ye Munkin To Nahi,
Jo Dil Ne Chaha Tha Wo Mill Jaaye,
Koi Ummid Toote To Kya Kare.

Kisi Ka Saath Paana Bhi,
Kabhi Aasan Nahi Hota,
Kisi Ke Durr Jaane Se,
Ye Dil Veeran Nahi Hota

Wajah Kuch Aur Bhi Mill Jaati Hai,
Duniya Mein Jeene Ki,
Kisi Ke Aas Pe Jeena Bhi To,
Aasaan Nahi Hota.

Naseebon Mein Hi Na Likha Ho,
To Wo Kaise Mill Jaaye,
Khuda Bhi Rooth Jaaye To Kare.

Ye Dil Jo Raha Hai To,
Kahi Se Sabar Mill Jaaye,
Huye Jo Badghuma Hum To Kya Kare

Ye Munkin To Nahi,
Jo Dil Ne Chaha Tha Wo Mill Jaaye,
Koi Ummid Toote To Kya Kare.

You may also like...