Jo Nazar Mein Nahi Tha Kinara Mila Lyrics | Amjad Sabri

Jo Nazar Mein Nahi Tha Kinara Mila Lyrics | Amjad Sabri

JO NAZAE MEIN NAHI TAH – LYRICS

Ramzan ke mahinay ka ehsaan utha ke dekh
Jo kuch kaha allah neus ko nibha ke dekh

Jaan e ramzan
Shan e ramzan

Zindagi sabr se ashna ho gayi
Shaane ramzan dehr main ayaan ho gayi

Jo nazar main nahi tha kinara mila
Asa mahe karam ka sahara mila

Ashk ankhon se damin main ake gira
Mujh khatagar ko kya se kya kar gaya
Banda karne laga rub se un guftugu

Allah ho allah ho allah ho
Shane ramzan aya char sou

Mahe ramzan yon aa gaya
Ban ke raehmat ye phir cha gaya
Kaise tujh se karon samna
Gir raha hon zara thamna
Khali damn liye aa gaya
Bin tere meri hasti hai kya
Laaj rakhna meri ae khuda
Wasta mahe ramzan ka

Bus jhuka hai ye sar or kiya mangna
Banda parwar hai tu bus zara dekhna
Teri marzi ko pana meri justju

Allah ho
Allah ho
Allah ho

Shan e ramzan aya char sou

Barkatain yun falak se utarnain lagi
Kirneyn jaise falak par bikhahrne lagi
Silsila rehmaton ka dua se mila
Naimaton ka ye kaisa mahina mila
Ao mil bant kar bant lo har khushi

Haan yahi hai ibadat yahi bandagi
Shane ramzan hai dil kash o khubru
Jane ramzan shane ramzan
Assalam ya ramazan

You may also like...