Kabhi Sun Toh Zara Jo Main Keh Na Saka Lyrics

Song: Kahani Suno 3.0 (Kabhi Sun Toh Zara Jo Main Keh Na Saka)
Singer: Soumya M
Music: Soumya-Prosun
Lyrics: Harshit Saini
Label: Soumya M

Hai Tamanna Humein Tumhe Dulhan Banaye Lyrics

Mit jaana mujhe baahon mein teri
Ban jaana hai dhadkan haan ab to teri
Tere dil se gamon ko mai saare mitaun
Bas itni si hai ye tamanna meri

Sadayein suno haan zafayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikraar hua tha

Khayalon me tere hai jeena gawara
Kahin aur ab to na hoga guzara
Vo teri adayein vo teri wafaein
Haan dooba tujhi me hai tu hi sahara

Ek raat sa mai tu raushan diya
Rang de mujhko dil se haan apne piya
Poora aasman ho jaye tera
Toote taare se jo tu maange dua

Duayein suno haan sazayein suno
Mujhe pyaar hua tha ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha ikraar hua tha

You may also like...