Kehne Ko Jashne Bahara Hai Lyrics Meaning

Song: Jashne Bahara
Singer: Javed Ali
Lyrics: Javeed Akhtar
Movie: Jodha Akbar

Kehne Ko Jashne Bahara Hai Lyrics Meaning

Kehne ko jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Kehne ko jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai

Meaning: It’s a celebration of spring only to say
Love is surprised looking at this
It’s a celebration of spring only to say
Love is surprised looking at this

Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein
Sare sehme nazare hai
Soye soye waqt ke dhare hai
Aur dil mein koi khoyi si baatein hai
O ho kehne ko jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Meaning: Fragrance is upset with the flowers in the garden
Some grief is hiding in the veil of the air
All the sceneries are scared
The waves of time are sleeping
And there are talks lost in the heart
It’s a celebration of spring only to say
Love is surprised looking at this
Fragrance is upset with the flowers in the garden
Some grief is hiding in the veil of the air

Kaise kahe kya hai sitam
Sochte hai ab yeh hum
Koi kaise kahe woh hai ya nahi humare
Karte toh hai saath safar
Faasle hai phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare
Paas hai phir bhi paas nahi
Humko yeh gham raas nahi
Sheeshay ki ek deewar hai jaise darmiyan

Meaning: How should I express my injustice
Now I think about that
How can one say if she’s mine or not
She travels with me
But still there are distances between us
Like the two shores of the river don’t meet
We are near but still not close enough
This grief is not acceptable to me
As if there is a glass wall between us

Sare sehme nazare hai
Soye soye waqt ke dhare hai
Aur dil mein koi khoyi si baatein hai
O ho kehne ko jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Meaning: All the sceneries are scared
The waves of time are sleeping
And there are talks lost in the heart
It’s a celebration of spring only to say
Love is surprised looking at this
Fragrance is upset with the flowers in the garden
Some grief is hiding in the veil of the air

Humne joh tha nagma suna
Dil ne tha usko chuna
Yeh dastaan hum mein waqt ne kaisi sunai
Hum joh agar hai ghamgin
Woh bhi udhar khush toh nahi
Mulaqato mein hai jaise ghul si gayi tanhai
Milke bhi hum milte nahi
Khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hai baharein dil mein khiza

Meaning: The song that I had heard
My heart had selected that
Then why did time tell me this story
If I’m sad here
Then she’s also not happy there
As if loneliness has dissolved in our meetings
When we meet it’s not like a meeting
Even after blooming the flowers don’t blossom
There is spring in the eyes and autumn in heart

Sare sehme nazare hai
Soye soye waqt ke dhare hai
Aur dil mein koi khoyi si baatein hai
O ho kehne ko jashn-e-bahara hai
Ishq yeh dekh ke hairaan hai
Phool se khushboo khafa khafa hai gulshan mein
Chupa hai koi ranj fiza ki chilman mein

Meaning: All the sceneries are scared
The waves of time are sleeping
And there are talks lost in the heart
It’s a celebration of spring only to say
Love is surprised looking at this
Fragrance is upset with the flowers in the garden
Some grief is hiding in the veil of the air

You may also like...