Le Jaye Jane Kaha Hawaye Lyrics | Tujko Me Rakh Lu Waha Lyrics | Chehra Kyun Milta Tera Lyrics
Singer: Arijit Singh, Pritam
Album: Jab Harry Met Sejal
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Pritam
Cast: Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Music Label: Sony Music India
LYRICS
Tujhko… main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo… tera naa huaa
Kisi ka nahin…
Kisi ka nahin..
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein…
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein…
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Na tujhko pataa…
Banaati hai jo tu…
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri…
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar…
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein…
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein, hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar
Naa tujhko pataa…
Chehra.. kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai?
Kal bhi.. meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai
Teri hai meri, saari wafayein wafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan.. hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahaan.. hawayein, hawayein x4
TRANSLATION
tum ko me waha pe chupa lena chahata hu
agar me tumhara na huaa to me aur
kisi ka nahi hona chahata
pata nahi ke ye hawa ki lehare tuje
kaha le jar hi he
ye anjan hawaye baaghi he
pata nahi ke ye hawa ki lehare tuje
kaha le jar hi he
ye pawan ki lehare na jane muje kaha le
is baat ki na muje koi khabar nahi aur pata bhi nahi
tumhari yaade jo mere saath aaj he wo
aage jane kabtalak rahegi
tumhari jo yaade he mere saath
unhi yaadon se meri har subh
saam aru raat hoti he
me jo hamesha socha me dooba rehata hu
wo tumhe pata he ki tumhare hi karan he
ye pavan ki lehare aate aur jaate hamesha tumhari yaad dilati he
pata nahi ye hawaye
kya bata na chahati he
ye pawan ki lehare na jane muje kaha le
is baat ki na muje koi khabar nahi aur pata bhi nahi
mere sapano me jo saksha aagta he
uska chehara hubhu tumhare jaisa he
pata nahi asa kyu he
na tum kal bhi meri thi aur nahi aaj hogi
duniya me jitana pyar he wo bas tumhare aur mereliye he
aaishi bhagavan se mene maanat mangi he
ye pawan ki lehare na jane muje kaha le
is baat ki na muje koi khabar nahi aur pata bhi nahi