Muslim Ki Karbala Noha Lyrics

Muslim Ki Karbala Noha Lyrics

Haye MUSLIM E GHAREEB AS
Haye MUSLIM E GHAREEB AS

Logo’n Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai
Ek Be Watan Yahan Bhi Faujo’n Mein Ghir Gaya Hai

Logo’n Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai

Ashoor Se Bhi Pehle Ashoor Ka Hai Manzar
Khush Ho Rahe Hain Zalim MUSLIM AS Ka Khoon Baha Kar
Talwar Hai Laee’n Ki, Mazloom Ka Gala Hai

Barse Hain Teer Is Par Mare Gaye Hain Neze
Laakho’n Se Phir Bhi MUSLIM AS Larta Raha Akele
Na Bhai Hai Na Bete, Na Koi Aasra Hai

Haye..Haye..Haye..

Phenka Gaya Hai Jis Dam Inko Bulandiyo’n Se
Awaaz Tootne Ki Aai Thi Pasliyo’n Se
Mazloom Ke Labo’n Par, Bas Haaye SYEDA SA Hai

Hota Gaya Izafa Bekas Ki Bekasi Mein
Khencha Gaya Hai Laasha Koofe Ki Har Gali Mein
SHABBIR AS Ki Tarha Se, Sar Jism Se Juda Hai

Kufe Mein Dar Ba Dar The MUSLIM AS Ke SHAHZADE
Apne Padar Ko Aakhir Kaise Kafan Wo Dete
SAJJAD AS Par Jo Aya, Waisa Hi Marhala Hai

Qasid SHAH E HUDA AS Ka Pyasa Tha Be Watan Tha
Chalees Din Huye The Laasha Bhi Be Kafan Tha
Jo SHEH AS Ke Saath Hoga, Sab Kuch Wahi Hua Hai

AZLAN Aur MESUM Tha SYEDA SA Ka Nauha
Haye Mere Laal Tujh Ko Mara Gaya Hai Pyasa
MUSLIM AS Ki Laash Par Bhi, ZEHRA SA Ki Ye Buka Hai..

Logo’n Ye Shehar E Kufa, MUSLIM AS Ki Karbala Hai

Muslim Ki Karbala Noha Translation

O poor Muslim!
O poor Muslim!

People, this city of Kufa is the Karbala of the Muslims
Here, too, a stateless man has gone home to the army

People, this city of Kufa is the Karbala of the Muslims

There is a scene of Ashura even before Ashura
Rejoicing by shedding the blood of oppressive Muslims
The sword is the curse, the throat of the oppressed

It has rained arrows and spears have been shot at it
Even after millions, Muslims continued to fight alone
There is no brother, no son, no support

They have been thrown from the heights
The sound came from the ribs
On the lips of the oppressed, there is only Syeda

There has been an increase in the helplessness of the helpless
The body has been dragged to every street in Kufa
Like Shabbir, the head is separated from the body

The princes of the Muslims were exiled in Kufa
How could he give a shroud to his father?
What came on Sajjad is the same stage

The messenger was thirsty for Shah Huda and was stateless
Forty days had passed and the body was also without a shroud
Whatever happens to Sheh, everything has happened

Azlan and Maitham were the lament of Syeda
Oh my red you have been killed thirsty
Even on the body of a Muslim, Zahra’s speech is like this

People, this city of Kufa is the Karbala of the Muslims

You may also like...