Tu Hai Kahan Female Version Lyrics- Shuddhi

Song: Tu Hai Kahan
Singer: Shuddhi
Lyrics: Shuddhi
Music: Aadil Rizvi

Tu Hai Kahan Female Version Lyrics

Na bach sakien jo tum to
Ham bhi thehre aashiqui mein
Main akhiri wo patta
Reh gaya jo shakh hi mein
Han teri aas hi main
Dekhti ti thi raah bhi mein
karwan ye gham farosh
Dard hi tha wapsi mein

qalam se dard kar baya
tujhe bula yenge
Hath tham tera
Haal phir batayenge

Faqar ke ya to esa ho
Tere ho javein ham
Jo tere na hue
Khuda ke ghar ko jayenge

Jo dekh paate dil mein
Hote kya il zaam koi
Thak chuk hain ankhe
Jese sukha dariya koi

puchta hai mujhse
Pura mashra ye ab
Puch le jo baki
Reh oya sawal koi

Par jawab boldun
Me tuihko tujhse pehle
kardo asmaa hawale
jism Mera ab ye

hun bejaan meri jaan ghar ye
Bin tere mashaan

surn ye dard ki aawaj
tu mujhko ab tham bhi le

chaal kya chalu wo jisme
Tuhko haar dungi
Tere pyaar ki kasam
mein sab ye waar dungi
Tujhe pasand na ho
Raabta mera kisi se
mein teri ho ke puri zindagi
Gazaar lungi

kya khwab mein hi jaan
Ham tere ho sakte hain
esa ho to sari umr
Ham bhi So sakte hain
de bata tu mujhko
Ek hi wajah mein us wajah se
zindagi main apni
puri tanaha hi guzar lungi

meri mohabbato ki intehaan
Kya vaad nahi ye
kiya kya kuch na teri khatir
Par wo baat nai ye
Tu chahe bewafa le maan
Mera rab mera imaan
tujhse pyar kitana
bas yahi hisab nai hai

kitne ratien nam thi ankhein
Tune tah nahi tha dekha
Tujhse mili jab bhi aake
Muskuraake tujhko dekha

hasane ka zikar to khair chode ab
ek arse se in ankhon ne Tuje nahi jo dekha

ankhone sada tujh ko di hai
kaha hai tu yahan kyu nahi hai
dil ko hai jan na ab to yahi
bas tum chale aao
tu hai kaha

Khwaabon Ke Iss Shehar Mein
Mera Dil Tujhe Dhoondhta
Dhoondhta
arsha huaa
tujh ko dekha nahi
tu na jane kaha chup gaya
chup gaya

You may also like...